Yaar Ko Humne Ja Ba Ja Dekha !!!

Manum maanay azmandi k be tonay yaazdaanran
Ghum-e-choon to naaz ni ni behizaar naaz-daran
Kohe-e- afataab-e-chashman wa jamaal toos to roshan
Ager astobazgeeram bad bay chashm-e-raazgaaran

"I am needful person, who needs you
I will take for granted very dearly the sorrow of a beloved like you
You are light of my eyes and your face is shining
If I giveup you , to whom I ll go"

Yaar Ko Humne Ja Ba Ja Dekha
Kahin Zahir Kahin Chupa Dekha
Kahin Mumkin Hua Kahin Wajib
Kahin Fani Kahin Baqa Dekha
Kahin Woh Baadshah e Takht Nashin
Kahin Kasa Liye Gada Dekha
Kahin Woh Dar Libaas e Mashuqan
Bar Sar e Naaz Aur Ada Dekha
Kahin Ashiq Niyaz Ki Surat
Seena Bariyaan O Dil Jala Dekha !!!

Hazrat Shah Niaz

Comments

Popular posts from this blog

2016: A year in review – Crossroads and then a Straight line

Life at 40